Gandu hone ka test

Hello doston, main Karan fir se aa gaya ek nayi romanchak kahani lekar. Ummed hai ye kahani bhi aapke dil ko choo jayegi. Ye kahani hai Satya aur Sravan ki. To chaliye kahani shuru karte hai Sravan ki zubani.

Mera naam Sravan hai. Meri age 21 hai aur main dikhne mein thoda mota hu. Lekin mera rang doodh ki tarah saaf hai, isliye jo bhi dekhta hai bas dekhta hi reh jaata hai. Waise to mujhe ladkon ko dekh kar andar kuch alag feel hota tha. Par wo kya tha mujhe nahi pata tha. Lekin pichle navaratri mein mujhe pata chal gaya ki wo kya hai. To main uski kahani batata hu.

Ye kuch maheene purani kahani hai, jis waqt navratri chal raha tha, aur main apni nani ke ghar Rajapur gaya tha. Actually hamare sabhi rishtedar navratri mein milte hai pooja paath ke liye.

Us waqt mera cousin jo ki mere mama ka ladka hai, wo bhi aaya tha. Uska naam Satya hai. Wo mere se 2 saal bada hai. Pichle saal mama ki tabiyat kharaab hone ki wajah se wo log nahi aa paye the. Lekin is baar aaya tha wo.