Jethalal aur Daya ki chhupi hui masti

Gokuldham Society ke ghar mein ek shaam ka sannata tha. Jethalal apni dukaan se thaka hara ghar lauta. Darwaza pehle se khula chhodh diya tha. Kyunki wo jaldi mein tha. Daya living room mein baithi thi, ek sundar si green saree mein. Wo uske badan ke har curve ko aur bhi attractive bana rahi thi.

Uske khule baal aur muskan Jethalal ke dil ko dhadka rahe the. Bapu ji apne dost ke ghar gaye the, aur Tappu apne doston ke sath baahar tha. Ghar mein sirf Jethalal aur Daya akele the. Jethalal sofe par baitha aur Daya ko dekha, uski aankhon mein ek shararti chamak thi.

“Daya, aaj tu kya mast lag rahi hai, bilkul apsara jaisi,” usne masti bhari awaaz mein kaha. Daya ne sharmaate hue muskuraya aur boli, “Arre, Tapu ke papa, aap bhi na. Hamesha meri taareef karte ho!” Wo Jethalal ke paas aayi, aur uske bagal mein sofe par baith gayi.

“Tapu ke papa, aaj aapke dil mein kya chal raha hai?” usne sharaarat se poocha, apni saree ka pallu thoda sa khiskate hue.