Meri Purani Zindagi Mein Ek Naya Mod-1

Hello doston, mera naam Ayaz hai. Meri age abhi 34 saal hai. Meri height 5’9″ hai. Pata nahi kyun par har sex story mein log apni height aur ye sab batate hai, to maine bhi bata diya. Waise main bahut time se sex stories padh raha hu logon ki. Kuch shayad real hoti hongi, par zyadatar to kaalpanik hi hoti hai. To maine socha kyun na apni real sex story aapke sath share karu.

Main Rajasthan mein Alwar jile ka rehne wala hu. Mera profession ek callboy ka hai. Main is job mein pichle 8 saal se kaam kar raha hu. Main aapko apne profession ki kahaniyan to yahan suna nahi sakta. Lekin main aapko apni life ke ek bahut pyare incident ke baare mein batata hu. Ye meri real kahani hai, jo ki mere callboy banne se pehle ki hai.

Main callboy banne se pehle ek company mein kaam karta tha, aur main apne kaam ki wajah se mostly baahar rehta tha. Mera kaam aisa tha ki main rural area (gaon ya dehati area) mein jata tha, aur wahan par company ke projects ko sambhaalta tha.

To aise hi ek baar mera transfer bihar ke ek chhote se gaon mein ho gaya tha. Fir main wahan ke liye nikal gaya. Mujhe bataya gaya ki ek gaon hai jisme 8 maheene ka koi project chalne wala tha, to main wahan pahuncha.

Leave a Comment