Pyari Bhabhi ki massage

Hello doston mera naam Rahul hai, aur main Mumbai ka rehne wala hu. Umeed hai aap sab log theek honge, aur sex stories padh kar zindagi ka maza le rahe honge. Meri age 26 hai, aur meri height 5’10” hai, aur mera lund 6 inch ka hai.

Ye story meri bhabhi ki hai, jo hamare sath waale ghar mein hi rehti hai. Mumbai mein ghar jude hue hi hote hai, to hamara terrace ek hi sath tha. Chaliye ab main unki details batata hu.

Mere mamu ka ladka Mumbai mein job karta hai. Aur wo yaha hamare sath waale ghar mein  apni wife ke sath rehta hai, jisse uski shaadi 2 saal pehle hi hui thi. Wo zyada time office mein hi rehta hai, aur Sapna bhabhi ek housewife hai, to wo poora time ghar mein hoti hai.

Unka figure 34-30-36. Aisa mast figure ki koi bhi dekh ke pagal ho jaye, aur unka rang bahut gora hai. Hamara ek-doosre ke ghar aana-jana laga rehta hai. Ye baat pichle saal november ki hai. Main ek din terrace pe khada tha, aur mausam ko enjoy kar raha tha, ki tabhi achanak se bhabhi ke ghar se unke chillane ki awaaz aayi.

Ek-dum se unki cheekh sun kar main hairaan ho gaya. Maine socha na-jaane kya ho gaya tha. Mujhe laga shayad neeche se unke ghar jaane mein kahi der na ho jaye. To main terrace se unke ghar kood gaya, ye dekhne ke liye, ki unko kya hua tha.

Main neeche gaya to dekha ki wo safayi karte hue kisi table se neeche gir gayi thi, aur unhe chot bhi aayi thi. Fir maine unhe uthaya, aur poocha-

Main: Bhabhi kya hua aapko?

Pehle to wo mujhe dekh kar hairan hui, fir unhone bataya ki wo safayi karte hue gir gayi thi, aur isse unki peeth pe chot bhi aayi thi. Ab wo ache se chal bhi nahi paa rahi thi. To main unhe sahara deke unke room mein le gaya. Fir room mein jaa kar wo bed pe let gayi. Ab wo bahut dard mein thi, to maine kaha-

Main: Bhabhi agar aap kahe, to main massage kar du chot pe?

Pehle to wo mana karne lagi. Lekin mere insist karne pe wo maan gayi. Fir Sapna bhabhi ne drawer se tel nikaal kar mujhe diya. Wo shirt aur pajama pehle hue thi, to maine shirt thodi upar ki, aur massage shuru kar di.

Aisa gora jism dekh kar meri neeyat kharaab hone lagi. Unhe massage se acha feel hone laga, to main dheere se upar badhta jaa raha tha. Unhone meri massage ki tareef ki, to maine mauka dekhte hue upar back pe massage karne ka kaha, aur wo maan bhi gayi.

Main unki naram si body ko bade pyar se massage kar raha tha. Mujhe bhi ab maza aane laga tha. Tab maine kaha-

Main: Bhabhi ye shirt ko oil lag raha hai, to aap utaar do isko.

Wo thoda sharma rahi thi, par fir bhi unhone utaar hi di. Ab wo mere saamne sirf bra mein thi. Unhone purple color ki bra pehni thi. Main maze le le kar massage kar raha tha, aur Sapna ko bhi acha feel ho raha tha. Unka dard bhi kam ho raha tha.

Main bra strap ke aas-paas massage kar raha tha, to strap beech mein aane laga. Fir maine jhat se strap khol diya, to wo darr gayi. Unhone mujhse kaha-

Sapna bhabhi: Rahul ye kya kar rahe ho?

Maine kaha: Bhabhi wo strap beech mein disturb kar raha tha, isliye khol diya.

To wo meri baat maan gayi. Fir main unki poori peeth pe massage kar raha tha, aur maze le raha tha. Massage karte-karte meri nazar side mein gayi, to mujhe unke bade-bade boobs dikh rahe the. Haye kya nazara tha, ek-dum qayamat. Dil to kar raha tha ki masal-masal ke choosne lag jau.

Kya gore aur bade-bade boobs the. Main dekh ke pagal ho raha tha, aur control nahi kar paa raha tha. Ab main sochne laga ke bhabhi ki chudai kaise karu, aur kaise unke mazedaar boobs choosu. Fir maine bhabhi se kaha-

Main: Bhabhi aap kaafi dino se mujhe thaki hui lag rahi hai. Kyun na main aapko full body massage de du? Isse aapki poori body active ho jayegi, aur aap fresh feel karengi.

Meri ye baat sun kar wo sochne lag gayi, aur fir thoda sochne ke baad wo maan gayi. Unki haa sun kar main bahut khush hua, aur massage karni shuru kar di. Maine pairon se massage shuru ki, aur oil laga ke unke naram se pairon ko massage karta gaya.

Ab wo bhi bahut acha feel kar rahi thi, kyunki wo aahen bharne lagi thi. Main unke pajame ko upar karta gaya, aur massage karta raha. Unke ghutno se unka pajama upar nahi jaa raha tha, to maine unse kaha-

Main: Bhabhi ab ye utaarna padega aapko, ye isse upar nahi jaa sakta.

Unko meri massage se maza aa raha tha, to unhone pajama utaar diya, aur fir mere saamne let gayi. Ab wo mere saamne sirf panty mein leti thi. Dil to kar raha tha ki unpe chadh jau, aur lund ghusa ke unhe chodne lag jau.

Ab maine unke gore aur soft legs ko touch kiya to wo machal uthi. Maine thoda oil nikala, aur unke legs pe massage karna shuru kiya. Ab wo thoda garam hone lagi thi, kyunki wo aaahh aaahhh ki awaaze kar rahi thi dheere se.

Main upar jata jaa raha tha, aur unke chootadon tak aa gaya tha. Itne naram chootad the bhabhi ke, jaise pillow ho koi. Main chootadon ko zor-zor se daba ke massage karne laga, aur wo bhi mere aise karne se horny ho rahi thi.

Aage kaise main unki massage karte-karte chudai tak gaya, padhe is kahani ke Part-2 mein. Doston agar aapko kahani padh kar maza aaya ho, to isko apne friends ke sath bhi zaroor share kare. Jitna aapka response acha aayega, agla part utni hi jaldi aapke saamne aayega. Kahani ko read karne ke liye aap sab readers ka dhanyawad.

Leave a Comment