Pichla bhaag padhe:- Main Bana Apne Dost ka Baap-2
Hi mera naam Amit hai, aur aap sab kaise ho? Umeed hai meri sex story ka pichla part aapne padh liya hoga. Ab aage ki story batata hu-
Fir agle din subah hui, aur breakfast kiya hum teeno ne. Hum thoda ghoomne gaye main and Sumit. Fir hum dono shaam ko aaye 5-6 baje.
Tabhi Sheetal boli: Kab baat karenge?
Fir agle din subah hui, aur breakfast kiya hum teeno ne. Hum thoda ghoomne gaye main and Sumit. Fir hum dono shaam ko aaye 5-6 baje.
Tabhi Sheetal boli: Kab baat karenge?
Main bola: Dinner ke baad Sumit se baat karenge.
Fir hum teeno ne dinner kiya. Dinner karte-karte Sheetal boli-
Sheetal: Beta hum dono ko tujhse kuch baat karni hai.
Sumit bola: Haa maa, bolo kya baat karni hai?
Sheetal boli: Dinner ke baad ghar ka kaam nipta lu, fir baat karte hai hum dono tujhse.
Sumit bola: Theek hai maa. Main apne room jaa raha hu, bula lena mujhe jab baat karni ho.
Sheetal boli: Theek hai.
Fir dinner ke baad ka kaam nipta kar hum dono ne use awaaz maari aur wo baahar aaya. Hum sofe ke paas khade the. Wo sofe par aake baith gaya, aur bola-
Sumit: Haa bolo kya baat karni thi maa tumhe?
Sheetal: Tu jaanta hi hai tere papa le jaane ke baad hum dono akele ho gaye the. Fir Amit hi hamari family mein raha, ye sab jaanta hai.
Sumit: Haa maa, ye mera best friend hai. Ye hmesha sath raha mere ache aur bure waqt mein.
Sheetal: Isi ne hum dono ka khayaal rakha, teri madad ki hamesha, tera best friend ban kar.
Sumit: Haa maa, isne hamesha hamara khayaal rakha hai. Hamari madad ki hai. Mujhe sabse bure time mein isi ne sambhala tha.
Sheetal: Tere dad ke jaane ke time bhi, and wo police waale pange mein bhi yahi tha hamare sath. Kisi ko koi farak nahi padhta, ise hamesha hamari kadar thi.
Sumit: Haa maa, main sab jaanta hu. Ye mere sath hamesha se hai and rahega. Mere liye tum dono se badh kar hai hi kya ab.
Sheetal: Main chaahti hu ye mera aur khayaal rakhe ab, aur hum dono ka bhi.
Sumit: Kya matlab? Main samjha nahi maa.
Sheetal: Main ab kaafi akeli ho gayi hu. Main chaahti hu ye mera khayaal rakhe aage ab.
Sumit: Kya maa, kaisa khayaal?
Sheetal: Main chaahti hu ye mera akelapan door kare. Hum dono ek-doosre se bahut pyaar karte hai, and shaadi karna chaahte hai.
Main: Haa yaar, hum dono shaadi karna chaahte hai ek-doosre se.
Sumit: Maa kya bol rahi ho tum? Tumhe pata hai kya bak rahi hu tum (gusse se)?
Sheetal: Haa jaanti hu. Main and Amit ek-doosre se pyar karte hai, and ek-doosre se shaadi karna chaahte hai.
Sumit: Kya bak rahi ho tum maa! Apni umar Dekho. Is umar mein doosri shaadi karoge, wo bhi mere hi best friend se?
Wo gusse mein mujhse bola: BC tujhse ye umeed nahi thi mujhe, ki meri maa ke sath ye sab.
Main: Nahi yaar, sach mein dono ek-doosre ko pyar karte hai, aur ye bhi to yahi chaahte hai.
Sheetal: Ab pyar umar nahi dekhta, aur main chaahti hu mere akelepan ko Amit bhare aage ab zindagi ke liye.
Main: Samajhne ki koshish kar yaar. Pyar karte hai ek-doosre ko.
Sumit: Bc mujhe nahi sunna kuch. Toone meri maa ko hi fassa liya. Tujhe best friend bola, aur toone dhokha diya mujhe.
Sheetal: Nahi-nahi, wo to yahi bol raha tha ki Sumit ke aage kaise bole ye sab. Par maine hi bola baat karni padegi.
Main: Haa yaar tujhe dhokha nahi de sakta yaar kabhi. Hamesha tera sath diya hai maine.
Sumit: To bc ye kya hai? Shaadi, wo bhi meri hi maa ke sath? Tujhe sirf maze chahiye unse.
Sheetal: Nahi-nahi beta, ye aisa nahi hai.
Main: Yaar aisa hota to tujhe kyun batata ye sab shaadi karne ka?
Sumit: Mujhe nahi sunna. Mujhe tum dono ki shakal nahi dekhni.
Aur Sumit gusse se apne room mein chala jata hai. Fir gate band kar leta hai andar se. Hum dono gate bajate hai ki khol par wo kholta nahi.
Fir main Sheetal ko samjhata hu: Abhi wo zyada gusse mein hai. Subah baat karenge usse.
Sheetal rone lag jati hai: Pata nahi kaise react karega ye? Maanega ya nahi?
Main Sheetal ko bol deta hu: Main mana loonga usko, mujh par bharosa hai na tumhe?
Sheetal boli: Haa hai, bahut zyada bharosa hai aap par mujhe.
Fir main bola: Chal ab so jao. Isse subah baat karte hai.
Main mann hi mann soch raha tha ki Sheetal ko bol to diya ki usko mana loonga, par pata nahi kaise karu ye sab.
Maine bola: Subah baat karunga Sumit se.
Fir subah ho jati hai, hum dono naha lete hai, par kuch khaane-peene ki himmat nahi ho rahi thi. Fir Sumit gate kholta hai, kitchen jata hai, thoda bahut paani pee kar wo apne room mein jata hai. Wo room close nahi karta. Main thoda ruk kar fir Sheetal ko Ishara karta hu, ki main jaa raha hu isse baat karne. Wo ishare se mujhe jaane ko bolti hai.
Main andar jata hu room mein. Wo mujhe paas aata dekh uth kar jaane lagta hai. Main uska hath pakad kar bitha deta hu usko, aur bolta hu-
Main: Meri baat sun. Fir tujhe jo sahi lagta hai kariyo, main mana nahi karunga.
Main: Yaar sach mein hum dono ek-doosre ko pyar karte hai, and shaadi karna chaahte hai.
Sumit: Bas-bas, pagal mat bana mujhe. Nahi sunna ye sab.
Main: Sach mein yaar, hum dono ek-doosre ko pasand karte hai.
Sumit: Ye sab bakwas hai. Aisa kuch nahi hai. Ye sab tum dono ka attraction hai bas kuch time ka.
Main: Agar attraction hota to shaadi ka kyun bolte tere se hum dono?
Sumit: Bc tu bas meri maa ke sath sona chaahta hai na? Kyunki wo akeli hai kuch saalon se.
Main: Acha, agar teri maa ke sath mujhe sona hi hota bas, to kab ka so chuka hota main. Fir tujhe kyun batate hum dono ye? Agar sona hi hota to wo to hum dono tere peeche bhi so sakte the, tujhe cheat karte hue. Tujhe bata ke apna nuksan kyun karte hum dono? Tujse dono shaadi karne ka kyun bolte hum?
Sumit: Ye sab mujhe nahi sunna. Kya sach kya nahi mujhe nahi pata, ye sab drame hai.
Main: Agar ye sab drame hai, to tujhse chhupa kar karte. Tujhe bata ke kya milna tha? Apne maze kyun kharaab karte hum dono? Samajhne ki koshish kar, dono ek-doosre ko chaahte hai. Tabhi to tujhe pehle bataya ki shaadi karna chaahte hai. Teri maa nahi chaahti sirf maza karna, warna kab ka kar leti mere sath. Wo chaahti hai shaadi karna taaki tujhse chhupa kar kuch na kare.
Sumit: Par ye sab galat hai. Kaise ho payega ye sab tum dono ka?
Main: Kyun nahi ho sakta. Tu nahi chaahta apni maa ki khushi? Tujhe apni maa ki parwah hai ya duniya ki?
Sumit: Apni maa se zyada kiski chinta hogi mujhe yaar.
Main: Fir uski khushi uska akelapan nahi dikh raha tujhe? Chaahti to sab kuch kar leti wo mere sath. Par tujhe batana hamne zaroori samjha.
Sumit: Par tum dono ka ye sab kaise hoga? Ajeeb nahi lagega?
Main: Kyun nahi ho sakta? Dono ka pyar dekh, aur tere liye kaun matter karta hai, maa ki khushi ya duniya?
Sumit: Maa ki khushi sabse zyada zaroori hai mere liye.
Main: Fir uski khushi kisme hai tujhe dikh raha hoga? Mere chale jaane se yahan se kya teri maa khush reh legi, zara soch? Tu to bolta tha mere liye tum dono se badh kar kuch nahi hai, to ab kya hua?
Sumit: Yaar tu jaanta hai tum dono hi sab kuch ho mere liye.
Main: Fir apni maa ki khushi and meri khushi ke liye itna nahi kar sakta tu? Tu to bolta tha mere liye jaan de sakta hai.
Sumit: Par ye kaise hoga yaar tum dono ke beech?
Main: Jaise sab hota hai waise hi hoga. Hum dono ki chaahat ye hi hai ab.
Sumit: Par tum dono ye kar paoge sath mein? Sab kuch?
Main: Haa jab pyar hai dono ko, to sab kuch hoga hi.
Sumit: Theek hai.
Main: Jaate-jaate tujhse sach bolunga ek cheez. Tu bol raha tha na ki main unke sath sona chaahta hu bas. Haa ye sach hai main uske sath sona chaahta hu. Par teri maa ko apni patni bana kar. Un par apna adhikar jama kar. Teri maa mujhe bahut pasand aa gayi hai ab. Teri maa ke akelepan ko door karna chaahta hu, par usko apni patni bana kar. Usse shaadi karni hai mujhe.
Ye bol kar main baahar aa jata hu.
Fir Sheetal boli: Kya hua?
Main bola: Shayad maan jayega. Dekho, baaki tujhse shaadi karunga.
Mere andar pyar aur vasna dono chal rahi thi. Par pyar thoda vasna se zyada tha. Fir 2 ghante baad wo baahar aaya, aur hamare paas aa kar bola-
Sumit: Maa sach mein kya aap Amit se shaadi karna chaahte hai kya?
Sheetal: Haa main shaadi karna chaahti hu Amit se.
Sumit: Maa maaf kar do. Duniya ke chakkar mein maa ki khushi bhool gaya tha main. Aapke akelepan ko samajh nahi paaya. Aap chaahte to maze le sakte the Amit ke sath chhup-chhup kar. Par aapne aisa nahi kiya, balki mujhe batana zaroori samjha. Amit yaar tu bhi maaf kar de mujhe. Mujhe laga bas tu meri maa ke maze lena chaahta hai, isliye tujhe ulta-seedha bol diya.
Main: Koi nahi yaar, tujhe cheezein samajh aa gayi. Wo zyada zaroori hai.
Usne Sheetal ko gale laga liya, and dono ki aankhon mein aansu aa gaye. Fir usne mujhe bhi gale laga liya, aur bola-
Sumit: Ab tum dono shaadi kar sakte ho.
Fir hum sab alag hue, and maine uski kamar mein hath daalte hue bola: Maine bola tha na tumhe isko mana loonga main.
Wo dekh raha tha mera uski maa ki kamar par hath tha. Par mein khush tha, kyunki use pata tha ab kuch dino baad main pati ban kar kya-kya karunga uski maa ke sath. Wo imagine kar sakta tha ab.
Par wo bola: Main yaar tujhe baap to nahi bol paunga.
Main bola: Nahi-nahi uski zaroorat nahi hai. Tu mera yaar hi rahega, dost ban kar reh. Par ab tak tujhe dost ki tarah sambhalta tha, ab baap and dost dono ki tarah sambhalunga (aur hum teeno hasne lage).
Aage ki sex story agle part mein.
Agla bhaag padhe:- Main Bana Apne Dost ka Baap-4