Hello readers main Meena aaj apni pehli kahani lekar haazir hu. Ye kahani nahi mere jeevan ki sacchayi hai, jisko kahani ke roop mein main aap logo ke sath share kar rahi hu. Ummeed hai aap logon ko meri kahani pasand aayegi, aur aap log enjoy bhi karoge.
Aap logon ka zyada time na lete hue main kahani shuru karti hu. Sabse pehle main apna aur apne pariwar ka parichay karwa du. Main Meena Bhopal ki rehne wali hu. Mere pariwar mein mere pati retried teacher umar lagbhag 66 saal, 2 bete, 2 betiya hai.
Meri dono betiyon ki shaadi ho chuki hai, aur dono doosre shehar mein rehti hai. Mere dono bete job karte hai. Ek beta indore mein, aur doosra beta Puna mein rehta hai.
Bhopal mein main aur mere pati dono hi rehte hai. Main 55 saal ki seedhi-saadi, sanskaari, dharmik aur pativrata aurat thi. Main thi, isliye hi keh rahi hu. Kyunki 6 maheene pehle samay ne aisi karwat badli, ki aaj ki tareekh mein main na pativrata hu, aur na mere mein kuch sanskaar bache hai.
Meri 54 saal ki tapasya aisi tooti, ki in 6 maheeno mein main kayi gair mardon se chudwa chuki hu. Main unka bistar garam kar chuki hu. Pehle sharam, haya, aur sanskaar mere gehne hua karte the. Main simple saree hi pehanti thi.
Lekin ab sab kuch badal gaya hai. Ye baat shuru hoti hai aaj se kuch 8 maheene pehle. Hamare ghar ke bagal waale ghar ke Gupta ji ke ghar naye kirayedaar rehne aaye the.
Shuru-shuru mein hamari unse koi baat-cheet nahi thi. Aise hi ek maheene se zyada beet gaya. Un logon se colony ke koi bhi log baat nahi karte the. Meri bhi unse koi baat-cheet nahi hoti thi. Mujhe unke baare mein zyada kuch bhi nahi pata tha.
Ek din main thele waale se sabzi le rahi thi. Tabhi pados ki kirayedaar ek ladki umar yahi 30-32 saal ki rahi hogi, wo bhi sabzi lene aayi. Sabzi lete-lete usne mujhse baat-cheet ki. Tab mujhe pata chala uska naam Fatima tha.
Fir usne apne pariwar ke baare mein bataya. Uske pariwar mein Fatima, uska shauhar Kasif, Kasif ka bhai Abrar, aur Kasif ke mamu Juned ye chaar log rehte the. Unka garments ka business tha.
Maine bhi usko apne pariwar ke baare mein bataya. Pehli mulakaat mein hum dono ek-doosre ke pariwar se rubaru ho chuke the. Fir aage hum roz hi baatein karte the. Dheere-dheere Fatima aur main dono kaafi ghul-mil gaye.
Hum dono ki umar mein bahut antar tha, lekin hum dono ki bonding din-ba-din mazboot ho rahi thi. Lagbhag ek maheene mein hum dono pakki saheliya ban gayi. Fatima ka hamare ghar aana-jana shuru ho gaya.
Kabhi-kabhi main bhi uske ghar jati thi. Hum dono ka dopahar ka time ek-doosre se gappe ladane mein beet-ta tha, kabhi mere ghar pe ya kabhi Fatima ke ghar pe. Dheere-dheere Fatima mere saamne uske shauhar ke mamu Juned ki baatein kuch zyada hi karne lagi.
Ab roz hi Fatima ka ek hi topic rehta uske mamu Juned. Fatima uske mamu Juned ki khoob tareefe karti thi. Juned mamu aise, Juned mamu waise Fatima ne uske Juned mamu ki tareefo ke pul baandh diye. Juned mamu ke baare mein kayi baatein batayi usne.
Ab dheere-dheere mere dil aur dimaag mein bhi Juned ki hi baatein ghoomne lagi thi. Ek din Fatima ne Juned ki dard bhari kahani batayi, ki kaise Juned ki begum usko daga deke kisi aur ke sath chali gayi. Fir Juned bilkul paaglon jaisa ho gaya.
US din mujhe Juned pe bahut daya aayi. Maine Juned ko ek ya do baar hi dekha tha. Us raat sote samay mujhe Juned ki dard bhari kahani yaad aayi. Sath hi uska chehra bhi meri aankhon ke saamne tha. Main soch rahi thi bechara Juned kitna acha aadmi tha, aur uske sath kitna bura hua.
Yahi sab sochte-sochte mujhe neend lag gayi. Raat mein meri achanak neend khuli, aur main uth ke bistar pe baith gayi. Main paseene se tarbatar thi, aur gala poora sookha hua tha. Maine paani piya, aur fir apna paseena ponchte-ponchte main sochne lagi hay bhagwan ye kya tha?
Asal mein maine ek sapna dekha tha. Jisme main Juned ke sath thi. Juned ne mujhe baahon mein jakad rakha tha. Fir Main Juned ko boli-
Main: Juned tumhare sath bahut bura hua, lekin ab main hu tumhare sath tumhe khushiya dene ke liye.
Main pyar se Juned ki baahon mein jhool rahi thi. Juned mujhe choomte hue mere kapde utaar raha tha. Fir usne mujhe poori nangi kar diya, aur mere nange badan ko choom raha tha.
Juned bhi poora nanga ho gaya, aur fir Juned ne apna bada lund meri chut mein dala, aur meri chudai karne lag. Ab main apne aap ko sambhalte hue boli-
Main (mann mein): Main aisa sapna kaise dekh sakti hu?
Main sharam aur haya se paani-paani ho gayi thi. Subha uthne ke baad din bhar mere dimaag mein wahi raat mein dekha hua sapna ghoomta raha. Main sharam se sharminda zaroor ho rahi thi, lekin dil ke kisi kone mein ajeeb si halchal thi, jo mujhe uttejit kar rahi thi.
Isse mere chehre pe muskan tair rahi thi. Ghar ke kaam niptaane ke baad main Fatima ka intezaar kar rahi thi. Kaafi der tak intezaar karne par bhi jab wo nahi aayi, to main hi uske ghar chali gayi.
Mujhe Juned ke baare mein sunne ki utsukta jo thi. Fir maine uske ghar ka darwaza khatkhataya. Darwaza khula, aur saamne Juned khada tha darwaze pe. Usse nazre milte hi main raat ke sapne mein kho gayi.
Yahi wo Juned hai jiske sath sapne mein main chudwa rahi thi. Usko saamne khada paa kar meri dhadkane tez ho gayi, aur dil mein bechaini si hone lagi.
Fir Juned ne bola: Arre Meena ji, aap? Aaiye, andar aaiye na.
Main sar jhuka ke andar chali gayi, aur sofe pe baith gayi. Juned bhi sofe pe aake baith gaya, aur mujhse baatein karne laga. Pehle usne mera haal-chaal poocha.
Maine bola: Sab theek hai.
Raat ke sapne ke kaaran main usse nazre nahi mila paa rahi thi. Kaafi der tak Juned mujhse baatein karta raha. Mujhe usse baat karne mein andar se sharam aur jhijhak mehsoos ho rahi thi. Fir Juned utha, aur bola-
Juned: Meena ji, aap baithiye, main chai bana ke lata hu.
Maine mana kiya, lekin wo nahi maana. Usne bola-
Juned: Aree aap ghar aaye, aur bina chai piye jaoge to hame acha nahi lagega. Abhi Fatima hoti, to wo zaroor aapke liye chai banati, aur aap Fatima ko mana bhi nahi karti.
Tab maine Juned se poocha: Waise Fatima hai kaha?
Tab Juned ne bataya: Fatima aur baaki ghar ke log 4 dino ke liye unke gaon gaye hai. Pata nahi par kyun mere muh se nikal gaya “aap nahi gaye gaon”? Juned udaas hoke bola-
Juned: Nahi Meena ji, main nahi gaya. Gaon se kuch buri yaadein judi hai, isliye main gaon nahi jata.
Main samajh gayi Juned kon si buri yaadon ki baat kar raha tha. Mujhe andar hi andar bahut bura laga. Maine jabran hi Juned ko udas kar diya tha. Main mann hi mann apne aap ko kosne lagi. Bechara Juned fir mere liye chai bana ke le aaya.
Mujhe Juned ka swabhav bahut hi acha laga. Hasmukh aur zinda dil insan tha wo. Uske sath baatein karke mujhe bahut acha laga. Mujhe ghar jaane ki koi jaldi nahi thi. Mann to yahi kar raha tha, ki aise hi Juned ke sath baithi rahu, aur dher saari baatein karti rahu.
Raat ke sapne ki yaad aate hi aur Juned ko apne saamne paake mere jism mein ajeeb si sihran paida ho rahi thi. Mera mann to nahi tha ghar jaane ka, par mann maar kar mujhe ghar jana pada. Sham ko pati ke sath chai ki chuski lete hue main apne pati se boli-
Main: Suno ji, pados wali Fatima 4-5 dino ke liye gaon gayi hai. Uske mamu akele hai.
Mere pati: Acha.
Main: Fatima mujhe bol ke gayi hai uske mamu ke khaane ka khayaal rakhne ka.
Pata nahi par kyun par maine apne pati se jhooth bola.
Mere pati: Theek hai na, unko bula lenge khaane pe.
Main: Ab pata nahi roz-roz wo aaye ya nahi.
Pati: Bol ke dekh lenge aage unki marji. Ab wo aye chaahe na aaye.
Main: Sahi kaha aapne. Agar aaye to theek, nahi to hum khaana pack karwa ke unko de aayenge.
Pati: Haa ye bhi sahi rahega.
Raat mein lagbhag 8 baje maine khaana banaya. Mere pati Juned ko bulane ke liye uske ghar pe gaye. Juned aur mere pati ke aane ke baad hum teeno ne sath mein khaana khaaya. Aur fir baith ke bahut sari baat-cheet ki. Juned ke jaane ke baad mere pati mujhse bole-
Pati: Meena ye Juned miya hai bahut hi kamaal ke swabhav waale. Kitne meethe hai.
Pati ke muh se Juned ki tareef sun ke pata nahi kyun par mujhe bahut garv mehsoos hua. Fir raat mein main Juned ko aur kal raat mein dekhe sapne ko sochte hue so gayi.
Isse aage ki kahani agle part mein aayegi.